DiL

Tuesday, September 23, 2014

LoVe SmS

LoVe SmS 






Safar Mohabbt Ka Dushwar Kitna Hai
Magar Dekhna Hai K Koi Wafadar Kitna Hai
Yehi Soch Ke Usey Kabhi Manga Nahi Mene
Usey Prakhna He K Wo Mera Talabgaar Kitna Hai!....

Lafzon Par Baat Aye To Kya Karon
Koi Itna Yaad Aye To Kya Karon
Dil Karta Hai K Us Ko Aik Lamhay K Liye Dekh Lon
Par Wo Lamha Hi Na Aye To Kya Karon......

Ghar Se Bahir Wo Neqab Mai Nikli
Sari Gali Uski Talash Mai Nikli
Inkaar Karti Thi Wo Hamari Mohabt Se
Aur Hamari Hi Tasveer Unki Kitaab Se Nikli…

Darguzar Uss Ki Her Jafa Kardi
Uss K Haq Main Aaj Phir Dua Kardi
Aik Lamhai Main Kho Diya Uss Ko
Jis Ko Pane Main Inteha Kardi…

Teri Yaad Bhi Kamal Karti Hai
Kesey Kesey Humse Sawal Karti Hai
Ek Pal Ko Tanha Nhi Hone Deti Mujhe
Ye Mera Kitna Khayal Karti Hai..!…

Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se Kuch Na Kehna
Lage Chot Dil Pe To Khamosh Rehna
Jahan Chot Khana Wahin Muskurana..!
Mgar Muskurana S Ada C K Ro De Zamana…

Salon Baad Najane Kiya Sama Hoga
Hum Sub Doston Me Se Najane Kon Kahan Hoga
Phir Milna Hua To Milenge Khawabo Mein
Jesey Sookhe Gulab Miltey Hen Kitbon Main…

Hum To Masroof Thay Apni Tanhaiyon Mein
Muddatton Baad Kisi Ne Pukara Hai
Ek Pal To Ham Ruk Kar Sochne Lage
Kya Yehi Naam Hamara Hai…




Lamhe ye Suhane saath ho na ho,

Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho,
Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi,
Chahe kabhi mulakat ho na ho.



Itni dosti naa karo ki bigad jaye hum.

thoda danta bhi karo ki sudhar jaye hum.
ho jaye gar humse koi khata to ho jana khafa,
magar itna bhi nahi k mar hi jaye hum.



Bikhri ankhon se moti hum piro na sake 

teri yaad me sari raat so na sake
beh na jaye ansuon me tasvir ye soch kar
hum ro na sake



Gum ki aahat bhi na aaye tere dar par,

pyar ka samunder ka tu bhi ek kinara ho,
kabhi bhool se jo tapke teri aankh se moti,
thame wohi jo tujhe sab se pyara ho !!!



Bhulana tumhe na asaan hoga 

jo bhule tumhe wo nadan hoga 
aap to baste ho ruh me hamari, 
bus aap hame na bhulana ye aapka ehsaan hoga.



aaj door se hi koi salaam kar gaya,

apni yadon ka gulaam kar gaya ,
apni zingagi girvi rakhi thi jiske paas,
aaj wohi hume nilaam kar gaye……..

Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi
Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi
`
Kuch dost palbhar me bhula diye jate hai
kuch dost pal-pal yad aate hai
hum apse yahi puchna chahte hai
k dosto ki is kataar me hum kaha aate hai



KHUSHI se dil ko aabad karna

GAM ko dil se aazad karna
Bas itni gujaarish hai aapse ki
ho sake to din mein ek baar yaad jaroor karna



Zindagi zakhmo se bhari hai,

waqt ko marham banana seekh lo.
Harna toh hai hi maut ke hatho ek din,
Filhaal zindagi ko jeena seekh lo



Har yado me usi ki yad rehti hai.

Meri ankho ko usi ki talash rhti hai.
kuch tum b dua kro yaro.
Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…



Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge,

Patjhar mein bhi bhar leke ayenge,
Jab bhi pukarenge aap pyaar se,
Zindgi se saansen udhar leke ayenge..



Thoda socha hai humne …

thoda jaana hai humne…
Mushkil se magar pehchana hai humne…
Koi aap jaisa na tha na hoga…
isliye dost aapko mana hai humne






Wo kahin b rahen sar pe uske ilzaam to hai,

uske hathon ki lakiron me mera naam to hai,
wo mujhe apna banaye ya na banaye zamane me 
mere naam se woh badnam to hai..



Na Misaal milegi Tere Husn ke iss Kayanat me, 

tu itni kashish bhari Khoobsorti kahanse Le aye hai
Labo pe Maikhane, Ankhome Paymane, 
khuda Jane Aaj kis kiski Shammat Aye Hai..



Dekh k logo ko,socha ishq hum b karle, 

phir bewafao ko dekh socha, thoda sabrr karle
jaan gawante dekh is daldal me kaio ko, 
socha patli gali se hum nikal le.



Aap itna yaad na karo hum ko, 

kahi hum chheenko se pareshan na ho jaye.
Yaad to hum bhi aapko bahut karte hain, 
Par darte hain, ke kahi aapko zukaam na ho jaye..



Apne dilki bat unse keh nahi sakte,

Bin kahe bhi ji nahi sakte’
Ae Khuda aisi takdir bana,
wo humse khud akar kahe’HUM’ Apk bina Reh nahi sakte…

Nasha jaruri hai zindagi k liye,
par sirf sharab hi nahi hai bekhudi k liye,
kisi ki mast nigahon me doob ja ae dost, 
bada hasi samundar hai khudkushi ke liye.



Na kashti hai na kinara hai koi, 

na manzil na sahara hai koi,
na ansu hai na kushi ka ishara hai koi, 
par aap hai to lagta hai hamara hai koi.



Bhula na sako ge mujhe bhool kar tum, 

mai aksar tumhe yaad aata rahunga.
Kabhi khwab ban kar kabhi yaad ban kar, 
mai ninde tumhari churata rahunga.



Dekho aawaz dekar, paas hamme paoge, 

aaoge tanha par tanha na jaoge,
dur rahkar bhi tumhi par hai nazar meri, 
hathon se tham lenge jab bhi thokar khaoge..



Pucho na us kagaz se jis pe hum dil ke bayan likhte hai.

Tanhayi me beeti baate tamam likhte hai.
Woh Kalam bhi diwani ho gayi jis se hum AAP ka Naam likhte hai..

Ajeeb si kashish hai aap me
Ki hum aap k khayalon me khoye rehte hai…
Ye soch kar k aap khawabo me aao ge
Hum din me bhi soya karte hai.



Kabhi kabhi in ankho main nami se hoti hai

Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai
Ae dost woh tumhi ho jisse meri zindgi, zindgi si hoti hai…



Hum aap ko kabhi khoney nahin denge,

Juda hona chaha to bhi hone nahin denge,
Chandni raton mein aye gi meri yaad,
Meri yaad ke woh pal aap ko sone nahin denge.



Na tasveer hai tumahari jo didar kiya jaye,

Na tum pass ho jo pyar kiya jaye
Yeh kaun sa dard diya hai aap ne,
Na kuch kaha jaye,na tum bin raha jaye..



Har ahat ehesas hamara dilayegi

Har hawa kissa hamara sunayegi
Hum itni yaadein bhar denge
Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi…

Mere pyaar ka hisaab jo lagaoge,
To mere pyar ko behisaab paoge,
Paani ke bulbule sa hai mera pyar,
Zara si thes lagi to dhundte rehjaoge.



Yoon to zindagi ki rahoon main log hazar milengay

Hum kya hum say achy hazar milengay
Lekin bhool na jana bhool se bhi hamain
Kyoon k hum kahan apko bar bar milengay..



Dur na jaaya karo dil tadap jaata hai

Tere hi khayalon me din guzar jaata hai
Aaj puchha hai dil ne ek sawal tumse
Kya dur rehker tumko bhi hamara khayal ata hai..



Khamosh raat ke pehlu me sitare nahi hote,

In rukhi aankho me rangin nazare na hote.
Hum bhi na karte parwah,
Agar aap itne pyare na hote…



Badalna aata nahi humko mousmo ki tarah

Har ek roop main tera intezaar karte hain
Na tum samet sakogi jise qayamat tak
Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain.

Suraj Wo Jo Din Bhar asmaan Ka Sath De,
Chaand Wo Jo Raat Bhar Taaro Ka Sath De,
Pyaar Wo Jo Zindgi Bhar Sath De
aur Dosti Wo Jo Har Khushi aur Gum Mein Sath De



Kahan koi kitab aisi mili jispe dil luta dete,

hr ek ne dimag khaya kis-kis ko nipta dete,
ab syllbus dekh k sochte hain k
1 mahina aur hota to dunia hila dete.



Koi hame pyar kare

aisa koi pyar nhi milta,
zindagi bhar saath nibhaye
aisa koi yaar nhi milta.



Dil mein hai umang kisi se pyar karne ki,

magar koi hame ji bhar k pyar kare
aisa koi dildar nhi milta.



Dosti karna humein bhi sikhado zara,

us dil ke kone me humko bhi bithalo zara,
hum tumhare dil me hai ki nahi
hothon se na sahi isharo se bata do zara.



Karib se Tumhe Dekha to apna paya,

Jab Tumhe Dosti me Azmaya to apna paya,
Tumhe kya Naam dun Samajh mein nahi aata-
Dost, Pyar, Zindagi ya Mera Saaya.



Popcorn ki khushbu

Mungfali ki bahar,
Thandi ka Mousam aane ko Tayar.
Thodi si masti,Thodasa pyar.

chot lagti to beshaq yeh fanah hota.
Par sunte jab woh aawaz iske tootney ki
ya khuda tab to unhe ehsaas-e-gunah hota!



Thak gaye hm unka Intzar krte krte

roye hazar bar khudse takrar krte krte.
Do lafz unki zuban se na nikle,
aur Tut gaye hm ektarfa pyar krte krte



Humne to tujhe kabhi gair nahi samjha

tu bhi apna hone ka kuch haq jata de.
yu gawara nahi jeena bin tere mujhe
koi to wajah bata de.



dooba hu jis kadar teri chaht mein tu bhi doobe

aise kuch to haalat bana de.
kuch or nahi to kar itna karam
jahan tu yaad na aaye wo jagah bata de.

No comments:

Post a Comment